Friday, 13 May 2016

EK PALAKH

ÀÑÔKHÂ SÅPÑÂ

Vho din jab dekha tha tujko,
Jo laga tha mujko ek baddasa dakkha,
Kabhi na dekha is kadat kisi ko,
Aankhon ki is palakh se,
Na ja raha tha... tera chera,
Tere palak un aankho ke upar jo japke,
Dekh kar aadaye is kadar aap ke,
Vho pyar kya nasha jo is kadar aap ke,
Vho din jab dekha tha tujko,
Jo laga tha mujko ek baddasa dakkha,
Ye dhadkan kahi rukh na jaye un khayalon mai,
Jab tere ye palakh un aankho ke upar jo aaye....

Oye kudiye tu, bata ja tera naam,
Bas us palkon ko dekha karu kya mai aapne sapno mai,
Bina is pyar ko pauu, kya karu is umar mai,
Aaj is sapne ko haqikat, banadu mai,
Aaja kudiye, pata hai muje, tu hogi yahi kahin aaspass,
Batade kiske bharose hai aapni naya,
Paar kaun karega vho bhi bolja,
Bs basa hai ankho mai ek sapna..
Vho aankho ke is palakh se, na ja raha tha teta chera..
Sapne ansu bankar bhenjaye kudiye,
Un khubsurat palkho ko tho koi titli bhi dekh kar sharam nisar ho jaye..
Chand ki roshni bhi fiki fiki pad jaye...
Suraj aapni ankho se khichta rahe teri selfi,
Bas jaye yo mai is patthar dil mai...

Us kudrat ka ye ek ajeb karishma hai,
Jo usne muje aise anjani se milaya,
Is samundar mai kitni bhi hum dube..
Kitne bhi hum mare..
Na dhund paye tuj jaise ye motiyale nein..
Dil na palat kar dekhega,
Teri yaad ki roshni ka ek diya,
Jo de sub jagaha roshni, chod aapne saye ko...
Per kuch bhi kaho,
Dekh kar aadaya is kadar aapke,
Vho pyar ka nasha jo is kadar huaa,
Jo din dekhe tha tuje aapne sapne mai,
Joi din dikha tha tujko,
Jo laga tha mujko ek badda sa dhakha,
Kabhi na dekha is kadar kisi ko,
Ankho ke is palakh se,
Na ja raha tha... tera chera..!!

-M<, R@tz, $#0N@, M@(R0

No comments:

Post a Comment