Saturday, 11 July 2015

Kargaye behal vho jo insaan ko, Jinhe pyaar ka naasha jo laga ho...!!

Yeh mausum ka jo tadka laga haiVho mausum ka jo jatka laga hai

Date: 01st July, 2015

Yeh mausum ka jo tadka laga hai,
Vho mausum ka jo jatka laga hai...
Kargaye behal vho jo insaan ko,
Jinhe pyaar ka naasha jo laga ho...

Khwish ki tho hai subne janejigar,
Par har kisi ki khwish puri karna unki fikrat nahi...
Jo lage unhe sachha sahi,
Karde unki khwish puri vho soche nahi....
Phir aayenge vho bahar ki nazare,
Chajayenge khushi ki yaadein...
Bhulna payenge vho bahar ki manzile,
Bhena payenge vho muskaan ki yadite...
Kyu ki,
Yeh mausum ka jo tadka laga hai,
Vho mausum ka jo jatka laga hai...
Kargaye behal vho jo insaan ko,
Jinhe pyaar ka naasha jo laga ho...!!

Milne aayenge tho, har kadam per saya payenge tum humara,
Bichad k jayenge tho, har saye per payenge tum kadam humara...
Jin khwishon ko jo na pura kar paye the hum,
Un khwishon ko pura kar dikhayenge hum...
Mile hume vho mauka, vho talash, vho aakhri manzil ka pegaam...
Dil ki dhadkan ki muskurahat, tum apne chand ko puchlo,
Waqt mile tho, chand ko aapne dil ki dhadkan ka pegaam bhi bhej do,
Vo samay usi waqt aajayega, jab chand bhi hume, bulayega..
Kyu ki,
Yeh mausum ka jo tadka laga hai,
Vho mausum ka jo jatka laga hai...
Kargaye behal vho jo insaan ko,
Jinhe pyaar ka naasha jo laga ho...!!

Tere chere ka jo noor,
Masha aalha...
Katilana jo ankho ki naza...
Asmaan bhi aaj kal tere sang chalta hai,
Saath lekar chand sitaare...!!

I know you miss me, but you dont wanna express...
The feeling of friendliness wont matter,
However I dont believe you are not from this world..!!

Thuje kya paata, kya dhak dhak kare ye dil ka panchi,
Vho Koyal ka kukana,
Vho suraj ki kirno ka jagana
Na suni tune vho aavaj,
Na parkhi vho dhup ki kirne...!!

Yadein tere tab tak rahe,
Shayariro ke Shayari mai jab tak Chand ki khubsurati rahe...
Khonaje ye yaadein baaton baaton mai,
Jab tak suraj ki kirne uhee barasti rahe....!
Kyu ki,
Yeh mausum ka jo tadka laga hai,
Vho mausum ka jo jatka laga hai...
Kargaye behal vho jo insaan ko,
Jinhe pyaar ka naasha jo laga ho...
Jinhe pyaar ka naasha jo laga ho...!!

--RaTz/MaCrO/ShOnA...

Monday, 6 July 2015

Phele Nazar K Didar Ka Tha Jo Pal...!!

Na Laut Payega Vho Pal

Date : 30th May, 2015

Aa gayi vho sawan ki gatta,
Bars gayi barish ki vho bunde..
Dekhi jo vho netr tere, katilana tere vho nazre,
Gume tere vho nazre, dhunde kisi ki nazre..!!

Na chude vho nazar, un netr se jaanam...
Jo dikhe vho, kajal ki ek bund ke nazare mai..
Na lage koi nazar,
Un netr...
Un ankhon ko..
Na mile unhe koi aur dikne ko...!!

Hum jab dekhte hai vho nazre...
Tere vho nazre yaad aa jati hai,
Jannat ka vho darvaja..
Kabhi na dekha tha khayalone mai jine,
Aaye hai haquikat mai vho is janam mai,
Payange kya unhe iska koi bharosa nahi,
Per na payenge iski koi khwaish nahi...!!

Milne aaye vho kabhi, jo deke un katilana aandaj se,
Marmite the hum netr ki un paheli nazar se,
Kar gaye tum ye katle un hasin aankhon se,
Laut kar kab aaoo ge pir didar karane un katilo se...!!

Phir aayegi vho sawan ki gatta,
Phir barsegi barish ki vho bunde..
Na laut payega vho pal,
Phele nazar k didar ka tha jo pal...!!!

-RaTz/MaCrO/ShOnA...

Sunday, 5 July 2015

Baato ko, suna karte.. Yaadon ko, bhula karein ge...

Date: 28th May, 2015

ohhoo.... ohhooo...
aaaa.... aa..
sa sa saare re pa ga ma dha ne sa..
aaaa... aa...
ohhoo... ohhooo....
aaaa... aa...
Tumhi ho jo, ek saya ban ke...
Rahete jo, sanso mai naya ban ke...
Teri yaado mai, dube huee hai jo...
Nashe ki manzilo mai, khoye huee hai jo...
Yadein hai teri, mile ye sapno mai jo...!!
Teri baato ko, suna karte the hum,
Aab yaadon ko, bhula karein ge hum,
Aab yaadon ko, bhula karein ge hum.!

Jare ho tum..
Kisi ke sang...
Chod chale, ye... yaariya....
Paoo ge tum, jeevan ke naye jo safar ki manzile...
Bhuloge tum,
Humsub logon ko...
Aab apni yariya, yaad nahi hai tumhe...
Tum khoye ho uski yaadon mai..
Bhule humari yaariya...!!!

Teri baato ko, suna karte the hum,
Aab yaadon ko, bhula karein ge hum,
Aab yaadon ko, bhula karein ge hum.!

Kaise bhule hum tuje,
Teri masti ki yariya...
Bolo tho kabhi, yu he humare sawal ke aage,
Jawab tho keya karo uska....
Kabhi nirashi ki baatein,
Bolina tumko bhi humne....
Humesha chaha tha tumko,
Khush raho, har kadam, har juge...
Bate purani hai jo,
Yaadein humesh aati rahegi,
Teri baton ko, yu he bhula nahi kartein,
Un waqton ko, kabhi gina nahi kartein...
Teri baato ko, suna karte the hum,
Aab yaadon ko, bhula karein ge hum,
Aab yaadon ko, bhula karein ge hum.!

Safalta ki fitrat hai humari,
Naraj gi ki ehmiyet nahi paki...
Har kadam jab bhi gumoge tum,
Har kadam paoo ge humko tum...
Bhale he hum yaad aate nahi tumhe,
Sada yaad kartein rahenge tumhe...!

Humari,
Yadoon ko tho,
Chena nahi karte koi,
Dosti jo tumne ki hai humse,
Bhula keya nahi kate,
Issafar ki inteham mai,
Jo aage chale vho he raasta hai...
Kamjor hai vho..
Na chalpaye aapne raste par,
Kamjor hai vho..
Na chalpaye aapne raste par....!!
Teri baato ko, suna karte the hum,
Aab yaadon ko, bhula karein ge hum,
Aab yaadon ko, bhula karein ge hum.!

-RaTz/MaCrO/ShOnA...